Celebrate This Diwali Without Harming The Enviornment.
HAPPY DIWALI IN (ADVANCE) TO ALL MY DEAR FRIENDS.
➡Dosto kal diwali hai ye hum sabhi jaante hai aur aaap sabhi log har baar ki tarah is DIWALI ko bhi khoob dhoom dham se manayenge😉.But meri ek request hai aap sabhi se ,ki hum diwali kewal crackers ko burn karke hi nhi celebrate kar sakte hai,uske liye aur bhi bahot se tareeke hai.Aap crackers ko burn karenge aur pollute humara enviorment hoga.Aap is diwali ko kuch alag tarike se celebrate kariye na ,kisi bhooke ko khana khilayie,aur bhi bahot kuch kariye.Crackers aap khareed ke layenge aur kuch der baad jab saare crackers burn ho jayenge tb aaram se baith jayenge aap.But agar aap ye sochie ki agar aap un paiso se kisi Bhooke ko khana khilayenge to aap ko kitni dua dega wo.Crackers burn karne se har taraf se nuksan humara hi hain.
➡Crackers burn karnge to ye sab cheeze pollute karenge aap-
1-WATER POLLUTION.
2-AIR POLLUTION.
Air pollution humari activities se jisse humare enviorment ko saaf saaf nuksaan pahochega aur enviorment ka nuksan humare liye sabse jyada nuksam daayi hai.
3-NOISE POLLUTION.
Noise POllution jab ham patako ko chutata hai to unse jo sound produce hoti hai wo to darwai hoti hai jisse kabhi kabhi kaan ke parde bhi fat jaate hai.
👉Aur in sab pollution se humari OZONE layer ko nuksan pahuchega.To totally nuksan humara hai.Aur,Future generation ke lie nuksan to paida hi kar rhe hai hum.Aap sabhi jaante honge pollution ki wajah se DELHI ke Hal.To agar aap sab pollution free enviorment chahte hai to is Diwali crackers Bilkil hi na use kare.
Mai to nhi use kar rha hu.AOR AAP?
JAI HIND
Thanks!
NATION MOTIVATION
0 Comments